Your Status Copied to clipboard !!
WhatsApp Status In Hindi - Hindi Jokes & Love Status

Koi phoolo se krta h pyar koi kaanto se hum unse krte h pyar jo hum se krte h pyar
Agaj
us k hath me hai agaj kar k dekh bhige
hue pairo se parwaj kar k dekh.
Jitna
tera dimag chalta h , utna to mera kharab hota hai.
itna
na yad kro ki rat bhar so na sake, subhe ko surkh ankhon ka sabab puchte hai
log.
jindgi
adhuri lagti h jab apne rooth jate h..
Bina
jokhim kuch nahi milta or jokhim vhi uthate hai jo sahsi hote hai.
Sher
ko ghas doge Ghode ko mas doge 2no. mar jayenge.
Jo
ho gya use socha nahi karte jo mil gya use khoya nahi karte...Hashil unhe hoti
hai saflta jo waqt or halat par roya nahi krte.
per
mai moch and slow internet connection aadmi ko kbhi aage badne nahidete.
Us
pgli ko kya pta jis mandir me vo meri maut ki duaa karti hai..us mandir me jaan
girvi rakhi hai use pane ke liye
hum
to aaj bhi apane hunar me dum rakhate hai chaa jate hai rang jb mahfile me
kadam rakhate hai
Ham
tere bina ab rhe nahi skte tere bina kya vjood mera.
अगर आज वो मुझसे बात कर लेती तो कौन सा कहर टूट पड़ता। खामोस रहकर खुद उसने तूफ़ान को न्योता दिया है।।
jab
vidwaan ikathe ho kare gnyan ki bat jab gadhe ikathe ho kare latam lat
Jis
din apna eka chalega ...us din to badsha kya badsha ka bap bhi apna gulam hoga
.
Main
ek achchha ladka hun bas aadte thodi kharab hain. :P
dusroki
nuakri aur apni akal sabko achi lagti hai...
tum
kisi or se LOVE kar lo hame sudharne mai Time lagega... :-P
Yaaro
Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai, Kholne Se Pehle Botal Hilai Jati Hai.
"
बात " उन्हीं की होती है, जिनमें कोई " बात " होती है..
बोला था ना मुझे block मत कर….देख तेरी friend मेरे love में फंस गई.
Tuj..
Se Fursat Me Krunga Isab Ae.. Jindgi… Abhi Khud Ulja Hu Khud Ko Suljane Me , That my Think